Flipkart

Monday 10 February 2014

Yahaan Vahaan Lyrics from Shaadi Ke Side Effects

 (Kal ko bhoolo na kal toh bitaa re
 Suni chaukhat pe dekho aaj baitha re) - 2
 (Yahaan wahaan yahan wahan phirta main
 Jahaan tahaan kahaan kahaan
 Huyi jo hai khata khata khata khata
 Yaara humein maaf kardo naa) - 2

 (Kashti hoon main woh tanha dhoonde jo saahil
 Tere dil ka woh kona hai meri manjil) - 2
 Maana ki tu hai naa badi khafa
 Main bhi zara dun yeh tujhe bata
 Tere bin din guzar jaaye
 Shaam dhal jaaye raat beete naa
 (Yahaan wahaan yahan wahan phirta main
 Jahaan tahaan kahaan kahaan
 Huyi jo hai khata khata khata khata
 Yaara humein maaf kardo naa) - 2

 (Mujhko itna sukoon hai sach main kehta hoon
 Gusse mein hi sahi tere dil mein rehta doon) - 2
 Maangu bas main toh yahi duaa dard ki de mujhe koi dava
 Tere bin kaise samjhaayein
 Chain na aayein dil yeh maane na
 (Yahaan vahaan yahan-vahan phirta main
 Jahaan-tahaan kahaan-kahaan
 Huyi jo hai khata khata khata khata
 Yaara humein maaf kardo naa) - 2

No comments:

Post a Comment