Flipkart

Saturday 15 March 2014

Mast Magan Lyrics from 2 States

 
Ishq ki dhuni roz jalaaye Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye Ho aakhiyaan kare jo hajoori Maange hai teri manjoori Kajra siyaahi din rang jaaye Teri kastoori rain jagaaye Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan tera naam dohraaye Chaahe bhi toh bhool na paaye Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan tera naam dohraaye Jogiya jog lagake makhra rog lagaa ke Ishq ki dhuni roz jalaaye Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye - 2 Chaahe bhi toh bhul naa paaye Man mast magan man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan Tera naam bas tera naam dohraaye Odh ke dhaani reet ki chaadar Aaya tere shehar mein ranjha tera Duniya zamaana jhoota fasaana Jeene marne ka waada saancha mera Sheesh mehal na mujhko suhaaye Tujh sang sukhi roti bhaaye Man mast magan man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan Bas tera naam dohraaye Chaahe bhi toh bhool na paaye Man mast magan man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan Tera naam dohraye

No comments:

Post a Comment