Flipkart

Tuesday 18 February 2014

Total Siyapaa Lyrics from Total Siyapaa


Aur beta tum india me kahan se ho
 Mejiiii
 Mummy pakistan se hai
 Kon me
 Kyun beta khush rakhega na hamari asha ko ji
 Zara unchha bol punjabiyon ka ghar hai
 Ji ji khush rakhunga

 Maaro siyapaa hoye hoye

 Do sau litre aansoon teen sau kilo gham
 God ji batado jayein kahan pe hum hoye

 Haan do sau litre aansoon teen sau kilo gham
 God ji batado jayein kahan pe hum
 Jyaada takleef hai thodi si relief hai
 Aaj kal duniya mein bolo kaun theek hai
 Upar se tere mummy papa bhai aapa

 (Total siyappa hai tera pyaar
 Chaddeya khutapa hum marr gaye yaar) - 2
 Beta tum india me kahan se ho

 Hmm mummy teri mainu hate kare
 Brother tera irritate kare
 Daddy hamesha lost rehta
 Sister teri manipulate kare
 Gabbar saara high rakhe paara
 Soniye ni pango ka hai yeh pitara
 Phir bhi teri galiyon ka rasta hai naapa
 Zara unchha bol punjabiyon ka ghar hai
 (Total siyappa hai tera pyaar
 Chaddeya khutapa hum marr gaye yaar) - 3
 Haan do sau litre aansoon teen sau kilo gham
 God ji batado jayein kahan pe hum
 Jyaada takleef hai thodi si relief hai
 Aaj kal duniya mein bolo kaun theek hai
 Upar se tere mummy papa bhai aapa

 Rabba bajainyi ve
 (Total siyappa hai tera pyaar
 Chaddeya khutapa hum marr gaye yaar) - 2
 Kya main sundar nahin hoon
 Siyappa siyappa siyappa - 3

 Jab se aaya hoon
 Kabhi koi santra maar raha hai
 Kabhi koi goli maar raha hai
 Kabhi koi gaali de raha hai
 Kabhi koi dhamki de raha hai
 De raha hai - 3
 Dhamki de raha hai
 Ek se badhkar ek
 Namoona ikhatta kiya hua hai khandaan ne

No comments:

Post a Comment