Flipkart

Saturday 30 November 2013

Baarish Lyrics from Yaariyan

Dil mera hai naa samajh kitana
 Besafar ye bevkoof bada
 Chahata hai kitana tujhe..
 Khud mager nahi jaan sakaa
 (Iss dard e dil ki sifarish ab kar de koi yahan
 Ke mil jaaye ise wo barish jo bhiga de puri tarah) - 2
 Yaariyaan ve yaariyan
 
 Tu jo mila to zindagi hai badli
 Main puraa naya ho gaya
 Hain beasar duniya ki baatein badi
 Abb teri sunu main sadda
 Milne ko tujhse bahane karoon
 Tu muskuraaye vajah main banoon
 Rozz bitana sath mein tere sara din meraa
 Iss dard e dil ki sifarish ab kar de koi yahan
 Ke mil jaaye ise wo barish jo bhiga de puri tarah
 Yaariyaan yaariyan .....

No comments:

Post a Comment