Flipkart

Monday 4 November 2013

Dil Duffer Lyrics from Gori Tere Pyar Mein

Auni pauni teri harkaton pe khul ke hansta hua
 Aadi tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua
 Pehle to sensible sa yeh mera deewana dil tha
 Kya issko ho gaya na jaane kya hua
 Sochta hoon raat bhar kyun hua hai dil duffer
 Bin bataaye is kadar kyun hua hai dil duffer
 Sochti hoon raat bhar kyun hua hai dil duffer

 Barsaatein baadalon ke bin woh karwa de
 Hansti hai jab woh 
 Kabhi yun hi, bina kahe kahin 
 Uda ke bas le jaati hai woh
 Aye dil suno zara kehna mera
 Peechhe uske tu aankhein meeche
 Kyun bhaage jaane, le jaaye woh kidhar
 Sochti hoon raat bhar kyun hua hai dil duffer
 Bin bataaye is kadar kyun hua hai dil duffer
 Sochta hoon raat bhar kyun hua hai dil duffer
 Bin bataaye is kadar kyun hua hai dil duffer
 
 Tu na jaane khud ko bhi jitna
 Maine jaana tujhko hai utna
 Thodi thodi dopehri 
 Zara sa tu mera savera
 Ab to sune na dil meri 
 Aate jaate bas aane waale pal ke 
 Khayaalon mein hai rehta bekhabar
 Sochta hoon
 Sochti hoon raat bhar kyun hua hai dil duffer
 Bin bataaye is kadar kyun hua hai dil duffer
 Sochta hoon raat bhar kyun hua hai dil duffer
 Bin bataaye is kadar kyun hua hai dil duffer
 Auni pauni teri harkaton pe khul ke hansta hua
 Aadi tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua
 Pehle to sensible sa yeh mera deewana dil tha
 Kya isko ho gaya na jaane kya hua
 (Sochti hoon raat bhar kyun hua hai dil duffer
 Sochta hoon raat bhar kyun hua hai dil duffer
 Bin bataaye is kadar kyun hua hai dil duffer - 2) - 2
 
No comments:

Post a Comment