Aye khuda bata zara mujhe kya huaa
Pehli baar aise gumshuda dil mera ho gaya
Darbadar dhundhe usey ab yeh nazar
Main bhi na jaanu ke kis kadar dil mera kho gayaa
Jabse hai dekha tujhe yeh armaan sabhi roshan huve
Ek waari aaja tu dil mila ja zara khuda ke liye
Soniye ab yeh deewana dil bin tere kaise jiye
Soniye saansein bhi chalti hain ab to bas tere liye
Soniye soniye soniye soniye soniye...
Kaisi aafat hai yeh jo chahat sataaye
Din raat aahein bharun
Bin tere ab to saansein bhi naa yeh bhaye
Tu bata de main kya karoon
Chaahe jaan lele tu dard dede tu hum to tere huve
Duniya bhula doon khud ko mita doon main ab to tere liye
Soniye ab ye deewana dil bin tere kaise jiye

I believe i m alive and i ve known
Now this is love
Tumse badhkar na koi hai iss jahaan mein
Sare aam kehta hoon main
Door logon se door duniya jahaan se
Tere dil mein rehta hoon main
Khood ko main tujhme aa qaid kar loon nishaan na mera mile
Chaahe aazma le apna bana le mitta de sabhi faasle

No comments:
Post a Comment