Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla - 2
Pata chala ke ghalat leke main pataa nikla - 2

Jisske aane se muqammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi
Mitt gayi thi har kami
Kyun bewajah di yeh saza kyun khwaab de ke woh le gayaa
Jiyein jo hum lage sitam azaab aise woh de gayaa
Main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla - 2
Pataa chala ke galat leke main pata nikla - 2

Dhundta tha ek pal me dil jise ye sau dafaa
Hai subah naraz us bin roothi shaame din khafa
Woh aayein na, le jaayein na
Haan uski yaadein jo yahaan
Na raasta, na kuchh pataa
Main usko dhoondhunga ab kahaan
Main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla - 2
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla - 2
Main dhundne ko zamane mein jab wafa nikla - 2

No comments:
Post a Comment