Jashn e ishqa - 5
(Daur e ishqa ek jashan hai lekin apna alag tashan hai
Khoon mein sulagi ek agan hai beh ke dikhlayega yeh tevar) - 2
(Chaahat ke dar pe dil ka dharna hai
Naa mar ke jeena jee ke marna hai) - 2
Toofan ke humdum angaare hain hum
Dhadkan mein thoda sa baarood hai khwaahish ka
Jashn-e-ishqa jashn-e-ishqa - 16
(Loha jag hum aari sab pe hain hum bhaari
Aadha jag se yaarana hai aadhi rab se yaari) - 2
Chalta hai sikka hukamon ka ikka
Banta apna har din hi shola saa ishqa
Jashn e ishqa jashn e ishqa - 16
(Dil ki bhatti daale gham ke koyle kaale
Logon ki baaton se laakhon rooh pe pad gaye chhaale) - 2
Zakhmon ko sehla ye dil na behla
Dil bhi jaise ek taara hai apni hi gardish ka
Jashn e ishqa - 16
No comments:
Post a Comment