Flipkart

Friday 7 March 2014

Ishq Behan Ka Dina Lyrics from Gang of Ghosts


Dar laage kathe dhokha ho ja dard jigar mein chokha ho ja - 2
 Soch ke aave paseena soch ke aave paseena
 Ishq behan ka dina re yo ishq behn ka dinna - 2
 Apni padosan ke sang chora jo bhi ishq ladaavega - 2
 Shart laga lo uski shaadi mein woh tent lagaavega
 (Ishq behan ka dina re yo ishq behn ka dina
 Ishq behan ka dinaa re yo ishq behn ka dinna) - 2

 Ishq kasaai band baja deta hai kaam aur dhande ki - 2
 Ek minute mein market value zero karde bande ki
 Mar mar mar mar mar mar mar mar mar mar ke padega jeena - 2
 (Ishq behan ka dina re yo ishq behn ka dina
 Ishq behan ka diana re yo ishq behn ka dinna) - 3

 Dhin tak dhin tak dinna dinna da da
 Dhin tak dhin tak dinna
 Dinna dinna da da dinna dinna da da
 Yo.. ishq behn ka dina this is hariyanvi rock

No comments:

Post a Comment