Flipkart

Thursday 2 January 2014

Drama Queen Lyrics from Hasee Toh Phasee


 (You know she like the drama
 Yeah she is sexy mama
 When she dance everybody go) - 2
 Haan dekho bholi kitani utni par tedhi cheez hai
 Baatein kare hai kadwi kadwi phir bhi lazeej hai
 Ittar gulaabon wali botte sharabon wali
 Total tabahi wala scene hai
 (Adaayein badi funky kare hai nautanki
 Ye chhori badi drama queen hai
 Ho badi badi aankhein hain aansuon ki tanki
 Ye chhori badi drama queen hai) - 2

 Ho table bajaa ke gaaun chadh jaaun kursi pe
 Poori karun main manmaaniyaan
 Chaahe samajh lo nashe ka ye nateeja hai ya
 Pagalpan ki nishaniyaan
 Ittar gulaabon wali botte sharabon wali
 Total tabaahi wala scene hai
 (Adaayein badi funky kare hai nautanki
 Ye chhori badi drama queen hai
 Ho badi badi aankhein hain aansuon ki tanki
 Ye chhori badi drama queen hai) - 2
 (You know she like the drama yeah she is sexy mama
 When she dance everybody go) - 2
 Naina donali se kyun goli maare kishton mein
 Kaahe naa jhatke se jaan re
 Moti ki maala leke gori gori japte hain
 Tu bhi humara kabhi naam le
 Laakhon karodon wala tan tera sone jaisa
 Man se chhokariya tu mean hai
 (Adaayein badi funky kare hai nautanki
 Ye chhori badi drama queen hai
 Ho badi-badi aankhein hain aansuon ki tanki
 Ye chhori badi drama queen hai) - 2

No comments:

Post a Comment