Flipkart

Wednesday 31 July 2013

Maula Sun Le Re Lyrics - Madras Cafe Song | Papon

Mera kaun hai tere siva
Maula tu hi toh hai bas mera

Nikla hoon sach ki talaash mein
Yeh jag toh hai maaya tera
Maula sun le re
Khudaya o mere
Maula sun le re
Mera man jo kahe

Sun jab se dil ki pukaar hai
Utha kaisa ye sawaal hai
Nahi ab khabar na khayal hai
Hua kya ye mera haal hai

Maula sun le re
Khudaya o mere
Maula sun le re
Mera man jo kahe

No comments:

Post a Comment