Flipkart

Sunday 19 May 2013

Sun Raha Hai lyrics from Aashiqui 2:

Apne karam ki kar adayein..e.e.e..
Yaara.. Yaaara.. Yaara.. Yaaara.. Mujhko iraade de Kasmein de, vaade de Meri duaaon ke isharon ko sahare de Dil ko thikaane de Naye bahaane de Khwabon ki barishon ko Mausam ke paimaane de Apne karam ki kar adayein.. Kar de idhar bhi tu nigaahein Sunn raha hai na tu Ro raha hoon, main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hoon main Sunn raha hai na tu Ro raha hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hoon main Manzilein rusva hain.. Khoya hai raasta Aaye le jaaye.. Itni si iltaza Ye meri zamaanat hai Tu meri amaanat hai haan.. Apne karam ki kar adayein.. Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai na tu Ro raha hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hoon main Waqt bhi thehra hai Kaise kyun yeh huaa Kaass tu aise aaye Jaise koi duaa Aa tu rooh ki raahat hai Tu meri ibaadat hai.. Apne karam ki kar adayein.. Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai na tu Ro raha hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hoon main.. Sun raha hai na tu Ro raha hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hoon main Yaaraa...

No comments:

Post a Comment