ta ra ta ta...
Jaise milein ajnabee
Hai meri duaa ki jab hum milein
Tu dekhe mujhe mere dost ik baar yunhi
Jaise milein ajnabee
Hum phir se chale
Tu phir se hanse
Main phir se udu
Paaun nayi ik khushi
Jaise milein ajnabi
Toh kya hua
Gar faasle darmiyan na pad gaye
Iska kya gham
Thaam loon peeche gar main tujhe
Tu mud ke mile phir ek ho hum
ta ra ta ta...
Jaise milein ajnabi
Jaane kyun juda raaste huey
Jaane kab mile hum-tum phir
Sooraj ke saahil se
kirano ki naav mein nikli thi
main dhoondhne, kho gayi
Ab toh milo ajnabi
Ta ra ta ta...
Jaise milein ajnabi
Dekho toh chali hai hawa nayi
Dil mein phir jala woh diya kahin
Khwabon ke jungle me
pedo ki shaakho se
patte samete main hoon kayi
Ab toh milo ajnabi
Hai meri duaa ki jab hum mile
Tu dekhe mujhe mere dost ik baar yunhi
Jaise milein ajnabee
Hum phir se chaley
Tu phir se hansey
Main phir se udun
Paaun nayi ik khushi
Jaise milein ajnabee
Jaise milein ajnabee
No comments:
Post a Comment