Saturday 17 May 2014

Galiyan Lyrics Ek Villain feat Siddharth Malhotra & Shraddha Kapoor

O.. Yahin doobe din mere
Yahin hote hain savere
Yahin marna aur jeena
Yahin Mandir aur Madeena... x2

Teri galiyan... galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galiyan, teri galliyan
Teri galiyan...galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpavein, galliyan teri, Galliyan...

Tu meri neendo me sota hai
Tu mere ashqo mein rota hai
Sargoshi si hai khayalon mein
Tu na ho, phir bhi tu hota hai
Hai sila.. tu mere dard ka

Mere dil ki duaayein hain..
Teri galiyan... galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galiyan, teri galiyan
Teri galiyan...galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpaavein, galliyan teri, galliyan..

Kaisa hai rishta tera-mera
Be-chehra phir bhi kitna gehra
Ye lamhe, lamhe ye resham se
Kho jaayein.. kho na jaayein humse
Kaafila.. waqt ka.. rok le..
Abr se juda na ho

Teri galliyan... galliyan teri galliyan..
Mujhko bhaave galiyan teri galiyan
Teri galiyan...galiyaan teri galliyan..
Yuhin tadpaave galliyan teri galliyan..

Galliyan...
Teri galliyan..
Tadpaavein...

Saturday 15 March 2014

Mast Magan Lyrics from 2 States

 
Ishq ki dhuni roz jalaaye Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye Ho aakhiyaan kare jo hajoori Maange hai teri manjoori Kajra siyaahi din rang jaaye Teri kastoori rain jagaaye Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan tera naam dohraaye Chaahe bhi toh bhool na paaye Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan tera naam dohraaye Jogiya jog lagake makhra rog lagaa ke Ishq ki dhuni roz jalaaye Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye - 2 Chaahe bhi toh bhul naa paaye Man mast magan man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan Tera naam bas tera naam dohraaye Odh ke dhaani reet ki chaadar Aaya tere shehar mein ranjha tera Duniya zamaana jhoota fasaana Jeene marne ka waada saancha mera Sheesh mehal na mujhko suhaaye Tujh sang sukhi roti bhaaye Man mast magan man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan Bas tera naam dohraaye Chaahe bhi toh bhool na paaye Man mast magan man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan man mast magan Tera naam dohraye

Offo Lyrics from 2 States

 Dil ka dimaag se jhagda lagaya kise
 Picche ke darwaza se aye
 Dabe paaon aaya kise
 Thoda sa kamina thoda bechara hai
 Ishq bhoot sahi par yeh bhoot bada hi pyaara hai
 (Offo ise ise daant ke bhagaun
 Offo ya ya seene se lagaaun)
 Sar pe bithaaun ya thappad lagaaun

 Dekho leke aaya hai pocket mein shararatein
 Tere jaisi hai zara aa
 Iski bhi aadatein oopar se garam hai
 Andar se naram hai thoda shareef bhi hai
 Thoda thoda sa besharam hai hai hai
 (Offo ise ise daant ke bhagaun
 Offo ya ya seene se lagaaun) - 2
 Sar pe bithaaun ya thappad lagaaun

 Hairat ko bhi hairaniyaan hone lagi
 Ab hosh mein naadaniyaan hone lagi
 Baithe hai dil ek dil-lagi pe haar ke
 Mehengi padi manmaniyaan hone lagi
 Yaari ke bahane yeh kandhe sehlata hai
 Phir mauka milte hi yeh par failata hai
 Haaton ke paar hi iska isaara hai
 Ishq bhoot sahi
 (Par yeh bhoot bada hi pyaara hai
 Offo ise ise daant ke bhagaun
 Offo ya ya seene se lagaaun) - 2
 Haan sar pe bithaaun ya thappad lagaaun
 Offo ooo oo oo offo offo offo

Galat Baat Hai Lyrics from Main Tera Hero

 (O meri jaan tera yoon muskurana
 Toh ghalat baat hai
 Apne aashiq ko sankat mein laana
 Toh ghalat baat hai) - 2

 Jab main tujhse mila one nine (19) ka tha
 Din yaad hai mujhe valentine ka tha
 Dil mein aake yun phir dil jaana
 To galat baat hai
 O meri jaan tera yoon muskurana
 Toh ghalat baat hai
 Apne aashiq ko sankat mein laana
 Toh ghalat baat hai

 Chhu kar dil ko chhu ho jaana
 Aadat hai teri buri
 Haaye chhup ke dikhna, dikh ke chhupna
 Aafat hai dekho badi
 Dheere dheere chadhe jo hai ishq wohi
 Jaldi jaldi mein lena hai risk nahi

 Chhote kapde pehan ke yun nachna
 To galat baat hai
 O chhote kapde pehan ke yun nachna
 To galat baat hai
 O khote nainon se humko yun takna
 To galat baat hai
 Thodi thodi si tere sang
 Main bhi phisalne lagi
 O thodi thodi tujhse lipat kar
 Main bhi sambhalne lagi

 Thoda khud ko o kudiyon sambhalo zara
 Yun khule aam humko pataana hai bura
 Tum karo to sahi sahi hum karein to
 Kyun galat baat hai?
 Ho pyaar mein kaun jaane sahi kya
 Kya ghalat baat hai
 Jab main tujhse mila one nine ka tha
 Din yaad hai mujhe valentine ka tha
 Yun puraane lover ko satana
 To ghalat baat hai
 O meri jaan tera yoon muskurana
 To ghalat baat hai

Tu Hi Hai Aashiqui Lyrics from Dishkiyaoon


Tu hi hai aashiqui tu hi awaaragi
 Tu hi hai zindagi tu hi judaa
 Tu ibteda meri tu intehaa meri
 Tu hi mera jahaan tu hi judaa
 Tu mere rubaru har shay mein tu hi tu
 Tu pehli aarzu tu hi judaa
 Dil ne kahaa tha na tadpega
 Phir aaj dil dhadke kyun jaaye
 Khwaabon ne par kiya tha khona
 Phir aaj kyun palat woh aaye
 Tujhme likha hoon main tujhse juda hoon main
 Tu mera rog hai tu hi dawaa
 Tu hi hai aashiqui tu hi awaaragi
 Tu hi hai zindagi tu hi judaa

 Aadhi hai rehguzar aadha hai aasmaan
 Aadhi hai manzilein aadha hai jahaan
 Tera hoon jaan le rooh mujhse baandh le
 Baanhon mein thaam le kar de zinda
 Har shay mein tu chappe chappe mein tu
 Khwahish mein tu qisse qisse mein tu
 Har zidd mein tu fikron zikron mein tu
 Tu hi hai aashiqui tu hi awaaragi
 Tu hi hai zindagi tu hi judaa

Shanivaar Raati Lyrics from Main Tera Hero


(Shq mein tere announce kar diya
 Ho tere liye dil kudiyon ka bounce kar diya) - 2
 Bechain sa hota jaaun
 Par main ye samajh na paaun
 Main jaagun mere bin tu kaise so jaati
 Shanivaar raati humein neend nahi aati - 4
 Main jaagun mere bin tu kaise so jaati
 Shanivaar raati humein neend nahi aati
 Shanivaar raati humein neend neend neend neend

 Gaurh baje se bara baje hain
 Sab so gaye mere naina tere bin hai khulle
 Shaniwar raati mainu neend nahi aati
 Total solaso taare maine gin gin hai daale
 Main toh jaagta hoon rehta
 Jaane kaise tu so jaati
 Shaniwar raati mainu neend nahi aati
 Dheere dheere pyar mein tarakki ho gayi
 Tere sang baat meri pakki ho gayi
 O tu jo mili din mein sitaare chamke
 Ladki tu mere liye lucky ho gayi
 By god main kahoon
 Tere saath main rahoon
 Seh loon koi faasla teri doori na sahun
 Tu aaye na milne toh haaye meri jaan jaati
 O jaati haan jaati oye jaati oye jaati
 Shanivar rati humein neend nahi aati - 2

 Jaise taise hafte ke din che kate
 Din aaya saatva to lene laga karvate
 Shaam saadhe saat baje khwahish jage
 Saadhe aath hote hote dil na lage
 Time waste na kar seedhe aaja tu idhar
 Bada kiya intezaar ab hota na sabar
 Ab thodi si deri haaye meri jaan jalaati
 Jalaati jalaati jalaati
 Ta da daaun daun oye hoye
 Shanivaar rati humein neend nahi aati - 2
 Main jaagun mere bin tu kaise so jaati
 Shaniwar rati humein neend nahi aati
 Neend neend neend neend
 I can not sleep

Tu Mere Type Ka Nahi Hai Lyrics from Dishkiyaoon


Rail ye jawaani ki puraani
 Tu kahan ko liye jaaye re haan jaaye re
 Aaye jo nikat to sabhi ke hi ticket kat jaaye re
 What a body what a face kehte hain total package
 Baby mainu, mainu ho baby mainu mainu
 Standard thoda loose kiya hai
 Lucky hai tu choose kiya hai
 Tainu tainu ho baby tainu tainu

 Aye teri koi hope nahi hai
 Tera koi scope nahi hai
 Baby dont forgot
 Ki mujhko choona joke nahi hai
 (Ek baari jo chhu legi tu kabhi nahi bhoolegi
 Tu aaj raat ko meri ban tu mere type ka nahi hai re) - 2
 Rail ye jawaani ki puraani
 Tu kahan ko liye jaaye re ha
 Mere type ka nahi hai re