Tuesday, 2 July 2013
Tera Nasha - Nasha : Songs Lyrics
Jis Tarah
Shaam Dhal Thi Hai Subah Subah
Ahaan
Dhul Gaya Chaand Jaise Halka Halka
Ahaan
Bin Kahi Ane Lagi Baaton Ka Maza Jaise
Barf Sa Chalne Lage Saanson Mein Dhuaan Jaise
Neendon Mein Khushbooein
Rangon Mein Baarishein
Phir Chadhi Bin Piye
Aisa Hai Wof
Tera Nasha
Tera Nasha
Tera Nasha
Jholu Ram - Ghanchakkar : Songs Lyrics
Jholu Ram Padhare
Kare Kalyaan Sada Re
Nagada Dhol Bajaa
Shankh Baja Re
Hey Jholu Ram Ram Ram
Biwi Ki Zimmedaari
Dukhon Se Paanv Bhaari
Mahapurushon Ki Sabhi
Inhone Nath Utaari
Tigada Dha Dha,
Tigada Dha Dha Pranaam..
Jholu Ram Padhare
Kare Kalyaan Sada Re
Nagada Dhol Baja
Shankh Baja Re
Hey Jholu Ram Ram Ram
Kachehari Mein Kaanoon
Judjon Ko Padha Ke
Vakeelon Ki Daleelon Ko
Yeh To Item Song Bana De
Always Surrounded By Women,
Wine And Money
You Will Never Find Me Lonely
What To Do Ladies And Jentleman
My Image Is Like That Only
Keharwa Mein Hip Hop Ko Damru Baja De
Madaari Ke Bandar Ko
Bada Sa King Kong Bana De
Inhein Complex Badi
Koi To Hai Beemari
Kar Ke Paida Inhein
Bole Kaaynaat Saari
Tigada Dha Dha,
Tigada Dha Dha Haaye Raam..
Jholu Ram Padhare
Kare Kalyaan Sada Re
Nagada Dhol Bajaa
Shankh Baja Re
Hey Jholu Ram Ram Ram Ram Ram…
Paanch Foot Chhah Inch Bhar Ki Jawaani
Killer Combination Hai
Par Ghar Mein Daal Makhaani
Ambition, Temptation, Frustration
Ambition, Temptation, Frustration
All Three Are Affecting My Digestion
To Be Or Not To Be
Is The Golden Question
Are You Understanding The
Delicacy Of The Situation Ae..
Ae Sawaalon Ki Chargesheet Jisne Bhi Taani
Table Ke Yeh Neeche Se Deke Aaye Kharcha Paani
Inhein Free Gift Mein Hi Mili Hai Yeh Hoshiyaari
Besuri Kismaton Ko Sikhaaye Raajdaari
Tigada Dha Dha, Tigada Dha Dha
Kohraam
Jholu Ram Padhare
Inko Salaam Bacha Re
Nagada Dhol Bajaa
Shankh Baja Re
Hey Jholu Ram Ram Ram Ram Ram..
Walking Trouble, Talking Trouble
Trouble On His Mind
Morning Trouble, Evening Trouble
Man Ke Peechhe Blind
One Of A Single Kind
Jise Whole World Thoking Salaam
He Is Mine Jholu Ram Ram Ram Ram Ram..
Aaye Haaye Jholu Ram.
Lazy Lad - Ghanchakkar : Songs Lyrics
Let Ke Sofe Pe Killaan Gaade
Plasma Tv Ka Mukhda Taade
Lazy Lad, Lazy Lad Saiyaan
Lo Kar Lo Baat
Kaam Ki Baaton Se Palla Jhaade
Bewajah Kismat Pe Yeh Bill Phaade
Arre Lazy Lad, Lazy Lad Saiyaan
Lo Kar Lo Baat
Aeda Hai Haaye Re
Peda Na Khaaye Re
Toko To Poochhe
Why Why Why Why Baby
Why Why Why Why Re..
Khote Da Puttaraa
Samjhaaoon Kis Tarah
Apna Hi Rona
Gaaye Gaaye Gaaye Gaaye Dekho
Gaaye Gaaye Gaaye Gaaye Ulte Haath
Ulte Haath..Ulte Haath..
Lo Kar Lo Baat
Pressure Cooker Ki Seeti
Sayaana Ban Ke
Siyaaron Se Sayaana
Bahana Kar Ke
Yeh Fan Hai Khud Ka
Hi Sab Se Bada
Ku Ku Ku Ku Ku Ku Ku..
Kahyaalon Ka Pulaav
Milega Man Mein
Paka Ke Phir Pulaav
Akele Khaata Hai
Nasal Hai Karele
Ke Neem Pe Chadha
Zu Zu Zu Zu Zu Zu Zu..
Chal Hat..
Let Ke Sofe Pe Killaan Gaade
Plasma Tv Ka Mukhda Taade
Lazy Lad, Lazy Lad Saiyaan
Lo Kar Lo Baat
Kaam Ki Baaton Se Palla Jhaade
Bewajah Kismat Pe Yeh Bill Phaade
Arre Lazy Lad, Lazy Lad Saiyaan
Lo Kar Lo Baat
Pare Hat Na..
Allah Meherbaan - Ghanchakkar : Songs Lyrics
Allah…Allah…
Teri Saanson Ki Ujade Hain Khet Re
Ujade Hain Khet Re..
Ujade Hain Khet Re
Jaise Mutthi Se Fisle Hai Ret Re
Fisle Hai Ret Re..
Fisle Hai Ret Re..
Aa..Teri Saanson Ki Ujade Hain Khet Re Aa..
Jaise Mutthi Se Fisle Hai Ret Re
Maane Re..Maane Re..Maane Re..
Maane Re..Naiyo Nanhi Jaan
Chhoda Seena Taan
Chala Re Insaan..
Allah Meharban
To Dil Gul-E-Gul Gulistaan
Allah Meharbaan
To Dil Gul-E-Gul Gulistaan
Allah Meharban To Dil Gul-E..
To Dil Gul-E..To Dil Gul-E-Gul..
Allah Meharbaan
Allah…Allah…
Apni Kamzori Mein Ghol De Zarda
Ghol De Zarda..Ghol De Zarda..
Khuda Madadgaar Hai
Gar Himmat-E-Marda
Himmat-E-Marda
Bhai Himmat-E-Marda..
Jaisa Aaghaz Waisa Anjaam Hai
Waisa Anjaam Hai..Waisa Anjaam Hai..
Aa…Harkat Maili To Maila Hi Naam Hai
Maila Hi Naam Hai..Maila Hi Naam Hai..
Aa..Jaisa Aaghaz Waisa Anjaam Hai Aaha..
Harkat Maili To Maila Hi Naam Hai
Maya Maya Maya Re Maya
Dozakh Ka Saamaan
Bacha Ke Imaan
Chala Re Insaan
Allah Meharban
To Dil Gul-E-Gul Gulistan
Allah Meharbaan
To Dil Gul-E-Gul Gulistan
Allah Meharban To Dil Gul-E..
To Dil Gul-E.. To Dil Gul-E-Gul..
Allah Meharbaan
Allah… Allah…
Do Din Ki Chandni Ke Chaand Bhi Jhoothe
Chaand Bhi Jhoothe..Chaand Bhi Jhoothe..
Kaali Kartooton Ke Daag Na Chhoote
Daag Na Chhoote
Bhai Daag Na Chhoote..
Saari Ustaadi Kabron Mein Gaad Ke
Kabron Mein Gaad Ke..
Kabron Mein Gaad Ke..
Ek Din Har Oont Neeche Pahaad Ke
Neeche Pahaad Ke..Neeche Pahaad Ke..
Aa..Saari Ustaadi Kabron Mein Gaad Ke Aaha
Ek Din Har Oont Neeche Pahaad Ke
Aaya Aaya Aaya Re Aaya
Maane Ya Na Maan
Kaahe Ka Balwaan
Thehra Tu Insaan
Allah Meharban
To Dil Gul-E-Gul Gulistaan
Allah Meharbaan
To Dil Gul-E-Gul Gulistaan
Allah Meharban To Dil Gul-E..
To Dil Gul-E.. To Dil Gul-E-Gul..
Allah Meharbaan
Teri Saanson Ki Ujade Hain Khet Re Aaa….
Jaise Mutthi Se Fisle Hai Ret Re Aaa….
Aaa….Allah…
Monday, 1 July 2013
GHANCHAKKAR BABU LYRICS - Title Song | Amit Trivedi
Oye oye oye oye oye dhapi
Oye oye oye oye oye jhhapi
Oye oye oye oye oye pappi
Umm Muaaah :-*
Sun oye ghanchakkar babu
Tere chakkar hai bekaabu
Hua bheja talke sabudana re
(yeah yeah yeah...)
Karta apne mann ki
Bhook badi hai dhan ki
Sabne tujhko sanki maana re
Oh lutiye, oh khatiye, oh lungi
Continous thookam-patti
Oh ghanchakkar sun le
Jaal ke sweater bun le
Shakkar badle gud le jaana re
Sar bhooton ki matki
Chat pe ulti latki
Taal pe maare chutki
Shaana re
Lafda, Jhagda, Sumdi
Spontaneous jholam-patti
Hey wah re wah, wah re wah!
Tujhme bhar ke yeh shaitani buddhi
Tauba keh ke shaitano ne bhi karwa li nasbandi
(la la supara, dekho Sayonara)
Hey, tujhko kya pakdega bhaiya daaroga koi thaane ka
Tune kardi hai FBI ki bhi nikkar gandi
Bank ho ya ho locker
Baap ka tere naukar
Khada hai khulla hokar aana re
yeah yeah yeah...
Mantar tere hatke
Sur se thoda bhatke
Aaya hai jo rat ke gaana re
Aye Tabla, aye Tumba, aye Pungi
Continous thookam-patti
Yeh shyana hai, shyana hai
Udti chidiya ke par gin leta hai
Aa aa, ee ee ke badle issne sikha Alpha Theta
Sabke colar ke bhaiya ilzaamon ka kichad uchhla
Iske muh pe na aaya galti se bhi single chheeta
Baat hai yeh andar ki
Saazish ke daftar ki
Daal hai murgi ghar ki khaana re
Aankh jo daayi fadki
Chahat utni bhadki
Door bhagaye kadki, aana re!
Aye chammiya, aye Ramiya, oh gutli
Spontaneous jholam-patti
Oye oye oye oye oye jhhapi
Oye oye oye oye oye pappi
Umm Muaaah :-*
Sun oye ghanchakkar babu
Tere chakkar hai bekaabu
Hua bheja talke sabudana re
(yeah yeah yeah...)
Karta apne mann ki
Bhook badi hai dhan ki
Sabne tujhko sanki maana re
Oh lutiye, oh khatiye, oh lungi
Continous thookam-patti
Oh ghanchakkar sun le
Jaal ke sweater bun le
Shakkar badle gud le jaana re
Sar bhooton ki matki
Chat pe ulti latki
Taal pe maare chutki
Shaana re
Lafda, Jhagda, Sumdi
Spontaneous jholam-patti
Hey wah re wah, wah re wah!
Tujhme bhar ke yeh shaitani buddhi
Tauba keh ke shaitano ne bhi karwa li nasbandi
(la la supara, dekho Sayonara)
Hey, tujhko kya pakdega bhaiya daaroga koi thaane ka
Tune kardi hai FBI ki bhi nikkar gandi
Bank ho ya ho locker
Baap ka tere naukar
Khada hai khulla hokar aana re
yeah yeah yeah...
Mantar tere hatke
Sur se thoda bhatke
Aaya hai jo rat ke gaana re
Aye Tabla, aye Tumba, aye Pungi
Continous thookam-patti
Yeh shyana hai, shyana hai
Udti chidiya ke par gin leta hai
Aa aa, ee ee ke badle issne sikha Alpha Theta
Sabke colar ke bhaiya ilzaamon ka kichad uchhla
Iske muh pe na aaya galti se bhi single chheeta
Baat hai yeh andar ki
Saazish ke daftar ki
Daal hai murgi ghar ki khaana re
Aankh jo daayi fadki
Chahat utni bhadki
Door bhagaye kadki, aana re!
Aye chammiya, aye Ramiya, oh gutli
Spontaneous jholam-patti
MASTON KA JHUND LYRICS - Bhaag Milkha Bhaag | Divya Kumar
Hawan Karenge / Maston Ka Jhund Lyrics from Bhaag Milkha Bhaag: The song "Maston Ka Jhund / Havan Karenge.." is Shankar-Ehsaan-Loy's powerful composition with awesome lyrics penned by Prasoon Joshi. The song is very well sung by Divya Kumar.
Oye hawan kund, maston ka jhund
Oye hawan kund, maston ka jhund
Oye hawan kund, maston ka jhund
Sunsaan raat
Ab aisi raat
Rakh dil pe haath
Hum saath saath
Bolo kya karenge...
Havan karenge, havan karenge, havan karenge
Havan karenge, havan karenge, havan karenge (x2)
Oye jeev-jantu sab so rahe honge
Oye jeev jantu sab so rahe honge
Bhoot-pret sab ro rahe honge
Aisi raat sunsaan raat
Rakh dil pe haath
Hum saath saath bolo kya karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Nahaata (ui) dhota (ui)
Nahaata, dhota, sukhata
Saare (ui) Order (ui)
Saare order bajaata
Parade tham..
Nahaata, dhota, sukhata (aaho..)
Saare order bajaata (aaho..)
Tabhi toh fauji kehlata
Parade tham..
Hoye daud daud ke loha apna
Ho.. daud daud ke loha apna
Hoye daud daud ke loha apna
Badan karenge, badan karenge, hawan karenge
Oye hawan kund maston ka jhund
Sunsaan raat
Ab aisi raat
Rakh dil pe haath
Hum saath-saath
Bolo kya karenge...
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Oye jeev-jantu sab so rahe honge
Oye jeev jantu sab so rahe honge
Bhoot pret sab ro rahe honge
Aisi raat sunsaan raat
Rakh dil pe haath
Hum saath saath bolo kya karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
O junglee aag si...
Bhadakti hogi...
Oye jungli aag si bhadakti hogi
Oye lakdi dil ki bhi sulagti hogi
Oye jungli aag si bhadakti hogi
Lakdi dil ki bhi sulagti hogi
Aisi raat sunsaan raat
Rakh dil pe haath
Hum saath saath bolo kya karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
ooi..
Oye hawan kund, maston ka jhund
Oye hawan kund, maston ka jhund
Oye hawan kund, maston ka jhund
Sunsaan raat
Ab aisi raat
Rakh dil pe haath
Hum saath saath
Bolo kya karenge...
Havan karenge, havan karenge, havan karenge
Havan karenge, havan karenge, havan karenge (x2)
Oye jeev-jantu sab so rahe honge
Oye jeev jantu sab so rahe honge
Bhoot-pret sab ro rahe honge
Aisi raat sunsaan raat
Rakh dil pe haath
Hum saath saath bolo kya karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Nahaata (ui) dhota (ui)
Nahaata, dhota, sukhata
Saare (ui) Order (ui)
Saare order bajaata
Parade tham..
Nahaata, dhota, sukhata (aaho..)
Saare order bajaata (aaho..)
Tabhi toh fauji kehlata
Parade tham..
Hoye daud daud ke loha apna
Ho.. daud daud ke loha apna
Hoye daud daud ke loha apna
Badan karenge, badan karenge, hawan karenge
Oye hawan kund maston ka jhund
Sunsaan raat
Ab aisi raat
Rakh dil pe haath
Hum saath-saath
Bolo kya karenge...
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Oye jeev-jantu sab so rahe honge
Oye jeev jantu sab so rahe honge
Bhoot pret sab ro rahe honge
Aisi raat sunsaan raat
Rakh dil pe haath
Hum saath saath bolo kya karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
O junglee aag si...
Bhadakti hogi...
Oye jungli aag si bhadakti hogi
Oye lakdi dil ki bhi sulagti hogi
Oye jungli aag si bhadakti hogi
Lakdi dil ki bhi sulagti hogi
Aisi raat sunsaan raat
Rakh dil pe haath
Hum saath saath bolo kya karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
Hawan karenge, hawan karenge, hawan karenge
ooi..
ALVIDA LYRICS - D DAY song (2013)
Alvida Lyrics from D-Day: Alvida is composed by Shankar-Ehsaan-Loy, sung by Nikhil D'Souza, Sukhwinder Singh, Shruti Haasan & Loy, and lyrics are well written by Niranjan Iyenger.
Jaane kaise,
Toote rishton se bikhre hain ye pal
Maano jaise,
Gham ki palkon se chalke hain ye pal
Kyun adhoori yeh kahaani
Kyun adhoora yeh fasaana
Kyun laqeeron mein iske "Alvida"
Umr bhar ka saath de jo, Kyun wohi pyaar ho!
Kyun na mit ke jo fanaa ho, Woh bhi pyaar ho!
Naa adhoori yeh kahaani
Naa adhoora yeh fasaana
Mar ke bhi naa hum kahenge, Alvida!
Bairiya mere Rabba
Kyun hua mere Rabba
Yun naa dhaavi
Yun naa dhaavi
Do dilaan di yeh kahaani
Mit bhi jaaun, na mite ye kaisi pyaas hai
Dooriyon mein bhi kho ke tu, mere paas hai
Kyun ki tu meri kahaani
Kyun ki tu mera fasaana
Ab kabhi phir na hai kehna.. Alvida!
Teri yaadon ko sehlata hoon (naa kehna..)
Pal mein bann ke bikharta hoon
Jis jahaan mein kho gayi ho tum (alvida..)
Kya nahi hai wahaan
Tooti tanhaiyon ka gham
Bairiya mere Rabba
Kyun hua mere Rabba
Yun naa dhaavi
Yun naa dhaavi
Do dilaan di yeh kahaani
Jaane kaise,
Toote rishton se bikhre hai ye pal (naa kehna..)
Maano jaise,
Gham ki palkon se chalke hai ye pal (alvida..)
Kyun adhoori yeh kahaani
Hu...ooo... Alvida!
Toote rishton se bikhre hain ye pal
Maano jaise,
Gham ki palkon se chalke hain ye pal
Kyun adhoori yeh kahaani
Kyun adhoora yeh fasaana
Kyun laqeeron mein iske "Alvida"
Umr bhar ka saath de jo, Kyun wohi pyaar ho!
Kyun na mit ke jo fanaa ho, Woh bhi pyaar ho!
Naa adhoori yeh kahaani
Naa adhoora yeh fasaana
Mar ke bhi naa hum kahenge, Alvida!
Bairiya mere Rabba
Kyun hua mere Rabba
Yun naa dhaavi
Yun naa dhaavi
Do dilaan di yeh kahaani
Mit bhi jaaun, na mite ye kaisi pyaas hai
Dooriyon mein bhi kho ke tu, mere paas hai
Kyun ki tu meri kahaani
Kyun ki tu mera fasaana
Ab kabhi phir na hai kehna.. Alvida!
Teri yaadon ko sehlata hoon (naa kehna..)
Pal mein bann ke bikharta hoon
Jis jahaan mein kho gayi ho tum (alvida..)
Kya nahi hai wahaan
Tooti tanhaiyon ka gham
Bairiya mere Rabba
Kyun hua mere Rabba
Yun naa dhaavi
Yun naa dhaavi
Do dilaan di yeh kahaani
Jaane kaise,
Toote rishton se bikhre hai ye pal (naa kehna..)
Maano jaise,
Gham ki palkon se chalke hai ye pal (alvida..)
Kyun adhoori yeh kahaani
Hu...ooo... Alvida!
Subscribe to:
Posts (Atom)